Kahta hai mera yeh dil
Piya koi hai koi hai hi nahin
Koi hai koi hai hi nahin
Kaaya hai tu chhaaya huun main
Tu na ho to main bhi nahin.
Tu na ho to main bhi nahin
Chuudi jo khanke to
Kahate hain khan khan
Ghungru jo chhanke to
Kahate hain chhan chhan
Khan khan ho ya phir chhan chhan ho
Matlab inka hai jab tak ho do
Main bhi huun tab tak jab tak tum ho
Jo sach hai voh tum maan hi lo
Subah ke pal ya shaam ke
Ho din to saara ek hi hai
Do aankhon se dekhe
Ham phir bhi nazaara ek hi hai
Dil hain do lekin sanam
Pyaar ki dhaara ek hi hai
Kahta hai mera yeh dil
Piya koi hai koi hai hi nahin
Koi hai koi hai hi nahin Synthesia short code.
Suni kahaani hai yeh puraani
Hanson ka raaja hanso ki raani
Phirte hain ek sang har pal hi
Nain mein jab ek nir bhar
Aaye jurwa aankh bhi nir bahaaye
Pyaar ki ho man mein jal thal bhi
Kahene ko do jism sahi
Leki bas ek jaan hai ham
Kahane ko ham do sapne
Hain lekin ik armaan hai ham
Itna pyaar huwa kaise
Sockhe khud hairaan hain ham
Kahta hai mera yeh dil piya
Kahta hai mera yeh dil piya
Kahta hai mera yeh dil piya
Koi hai koi hai hi nahin
Kahta hai mera yeh dil
Piya koi hai koi hai hi nahin
Kaaya hai tu chhaaya huun main
Tu na ho to main bhi nahin.
1. | Channa Mereya |
2. | Hamari Adhuri Khaani |
3. | Jo Bheji Thi Duaa |